Tuesday, April 7, 2009
4 some 1
muddat ho gayi un tanhaiyon ko gujre, aaj bhi in aankho mein wo khamoshian kyun hain, chun -2 ke jiski yadon ko apne jivan se nikala maine , hamare dil par aajj bhi unki hakumaat kyon hain... tod diya jisne yakin mohobat se mera , wo shaks aaj bhi pyar ke kabil kyon hain , ras na aayi jisko chahat meri wo shaks aaj bhi meri din aur raat main shamil kyo hain , khatam ho gaya jo rishta wo aaj bhi sans le raha hain , mere vartmaan main jivit wo aaj bhi mera ateet kyo hain
Subscribe to:
Comments (Atom)
